Tuesday 26 September 2017

Tu kahin ye na samajhna

Tu kahin ye na samajhna tu yaad nahi aata, 
saalon ka nikalana har pal yaad nahi aata, 
dil mein ishq aur dard ka toofaan nahi aata, 
aankhon se ashqon ko behna nahi aata, 
farak itna hai ki bas aaj kal mujhe dikhaana nahi aata.